Tune Jo Na Kaha Lyrics
Ummm Hmm Umm Hmm
Ummm Hmm Umm Hmm…
Tune Jo Na Kaha
Mein Woh Sunta Raha
Khamakha Bewajah
Khwaab Bunta Raha (X 2)
Jaane Kiski Humein
Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na
Apna Tikana Raha
Koi Chaht Se Na Ab
Apni Chalta Raha
Khamakha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Dard Phele Se Hai Jyaaada
Khud Se Phir Yeh Vaada
Khamosh Nazrein
Rahein Bezubaan
Abb Na Pehli Si Baatein Hai
Bolo To Lab Thartharatein Hai
Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Baiyan
Hoga Na Ab Asar Humpe Nahin
Hum Safar Mein To
Hai Humsafar Hai Nahi
Door Jaata Raha
Paas Aata Raha
Khamakha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Aaya Woh Phir
Nazar Aise
Baat Chidne
Lagi Phir Se
Aankhon Mein
Chubhta Kal Ka Dhuan
Haal Tera Na
Humsa Hai
Is Khushi Mein
Kyon Gumsa Hai
Basne Laga Kyon
Phir Woh Jahan
Woh Jahan Dur Jis Se
Gaye The Nikal
Phir Se Aankhon Mein
Karti Hai Jaise Pehal
Lambha Beeta Hua
Dil Dukhata Raha
Khamakha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Tune Jo Na Kaha
Mein Woh Sunta Raha
Khamakha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Jaane Kiski Humein
Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na
Apna Tikana Raha
Koi Chahat Se Abb
Apni Chalta Raha
Bhuj Gai Aag Thi
Daag Jalta Raha…
Tune Jo Na Kaha Lyrics Song Details
Song Lyrics – Tune Jo Na Kaha Lyrics
Singer – Mohit Chauhan
Music Director – Pritam Chakraborty
Writer – Sandeep Shrivastava
Presented By – Masti Update Lyrics